Here is the remix lyric of the song Dekhte Dekhte from Batti Gul Meter Chalu. This old hit of Nusrat Saab original song is composed by Rochak Kohli, Atif Aslam beautifully lent his voice and recreated by DJ CHETAS.


Dekhte Dekhte Remix ll Batti Gul Meter Chalu ll Shahid Kapoor,Shraddha Kapoor ll Atif Aslam Nusrat Saab,Rochak,DJ Chetas ll Lyrics ll DJ Remix


Dekhte Dekhte Remix ll Batti Gul Meter Chalu ll Shahid Kapoor,Shraddha Kapoor ll Atif Aslam Nusrat Saab, Rochak, DJ Chetas ll Lyrics ll DJ Remix 


Rajj ke rulaaya

Rajj ke hansaya

Maine dil kho ke ishq kamaya

Maanga jo usne ek sitara

Humne zameen pe chaand bulaya

Jo aankhon se. haaye

Wo jo aankhon se ik pal na ojhal huve

Wo jo aankhon se ik pal na ojhal huve

Laapata ho gaye dekhte dekhte

Sochta hoon...

Sochta hoon ke woh kitne masoom thay

Sochta hoon ke woh kitne masoom thay

Kya se kya ho gaye dekhte dekhte

Woh jo kahte the bichdenge na hum kabhi

Woh jo kahte the bichdenge na hum kabhi

Alvida ho gaye dekhte dekhte

dekhte dekhte

dekhte dekhte

Sochta hoon ke woh kitne masoom thay

Sochta hoon ke woh kitne masoom thay

Kya se kya ho gaye dekhte dekhte

Kya se kya ho gaye…eeeeee

Oh ho ho...

Ek main ek woh, aur shaamein kayi

Chaand roshan thay tab aasmaan mein kayi

Ek main ek woh, aur shaamein kayi

Chaand roshan the tab aasmaan mein kayi
Yaariyon ka wo dariya utar bhi gaya

Aur haathon mein bas ret hi reh gayi
Koi puche ke. Haaye

Koi puche ke humse khata kya hui

Koi puche ke humse khata kya hui

Kyun khafa ho gaye dekhte dekhte

Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi

Aate jaate thhe jo saans ban ke kabhi

Woh hawa ho gaye dekhte dekhte

Woh hawa ho gaye..eeeee

Oh ho ho...

dekhte dekhte…

dekhte dekhte…

**********

Song Credits:
Song Title: Dekhte Dekhte
Singer: Atif Aslam
Penned by: Nusrat Fateh Ali Khan / Manoj Muntashir
Composer: Nusrat Fateh Ali Khan / Rochak Kohli
Publishing Authority: WOMAD Music Ltd / T-Series
Remixed By: DJ Chetas
Song Production, Mixed and Mastering done by : Bharat Goel at Global Sound Labs Associate Programming.
 Keys Player: Feroz Khan
Guitars Played: Mohit Dogra
Supporting Vocals: Altamash Faridi, Ashish.